doasti friendship shayari

Hindi friendship shayari ::
Ek MuLaqat karo Humse INAYAT Samajh kar
Har Cheez ka Hisab Dnge QAYAMAT Samaj kar
Meri DOSTI pe Kbi Shak Na krna
Hum DOSTI b karte Ha IBADAT Samaj kar

Dosti love shayari sapne

In ankho se sapne churaya na kero
humari dosti ko azmaya na kero,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai
unhe yu na ansuo mein gavaya kero…

dosti shayari 123

Khamosh raat ke pehlume sitare na hote,
Inn rukhi aankhome rangin nazare na hote,
YAKIN maniye hum bhi na karte parwah,
Agar aap dost itne pyare shayari na ligate. .

Funny Shayari mohabaat na sahi

Mohabbat na sahi Mukadma hi kar de mujh par aye kambakht Kam se kam tareekh dar tareekh Mulakaat to hogi

123fun

Kal raat machar ne kata mere chehre par,
dil mien junoon tha…aankhoon mien khoon tha,
uthaya ussay masal dene k liye par khayal aya,
kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha…

Funny shayari

Jawani ke din chamkile hon gaye,
husn ke tever nokile ho gaye,
faisla lene me itne dhile ho gaye,
ki unke haath peele ho gaye….

sasd shayari

Najuk sa dil kabhi bhul se na tute,
Choti choti baato se aap na ruthe,
Thodi si bhi fikar hai agar aapko hamari,
To koshish karna ki ye dosti kabhi na tute.

new shayari

ज़रूरी काम है लेकिन रोज़ाना भूल जाता हूँ,
मुझे तुम से मोहब्बत है बताना भूल जाता हूँ,
तेरी गलियों में फिरना इतना अच्छा लगता है,
मैं रास्ता याद रखता हूँ ठिकाना भूल जाता हूँ।

Shayari 123

पुल और दीवार दोनों के निर्माण में
 एक जैसा रॉ मटेरियल लगता है,
जबकि
पुल लोगों को जोड़ने का काम करता है,
और....!
दीवार अलग करने का काम करती है।।
इन्सान  भी मालिक ने एक जैसे ही बनाये हैं,
कौन कैसा  व्यवहार  करता है
यह उसके संस्कारों पर निर्भर है !!!!!

doasti friendship shayari

Hindi friendship shayari :: Ek MuLaqat karo Humse INAYAT Samajh kar Har Cheez ka Hisab Dnge QAYAMAT Samaj kar Meri DOSTI pe...